( ) Nakhrewaalii (Title Track) Lyrics | Nakhrewaalii | Priyankit Jaiswal, Kishore Kumar

( ) Nakhrewaalii (Title Track) Lyrics | Nakhrewaalii | Priyankit Jaiswal, Kishore Kumar

Jhonka Hawa Ka Hoon Main Jhonka
Mujhe Roka Gaya Na Gaya Roka

Haan Ji Teri Yaad Mein
Kaali Meri Raat Gayi
Poochhti Bhi Tu Nahin
Chalo Koi Baat Nahi

Tu Jo Karti Hai Sitam
Sweet Lagte Hain Mujhe
Dekhta Hoon Radio Ke
Geet Mein Bhi Main Tujhe

Hai Fitoor Ye Mera
Yaa Hai Kuch Aur Hi
Chehra Hai Tera
Awaaz Hai Kishore Ki

Nakhrewaalii
Nakhrewaalii
Bholi Bhaali

Dekh Kar Tujhe Hai Dekh Insecure Chaand
Sochta Hai Job Chhod De
Pyaar Mein Tere Kare Ye Dil Badi Demand
Yoon Na Kar Ke Dil Hi Tod De

Loose Taar Ishq Ke
Muskura Ke Jod De
Toll Raah Mein Bade
Koi Naya Modh De

Do Hain Seat Ek Sawari Khaali
Nakhrewaalii
Nakhrewaalii
Bholi Bhaali

Dhokha Hai Pyaar Mera Dhokha
Mujhe Roka Gaya Na Gaya Roka
Jhonka Hawa Ka Hoon Main Jhonka
Mujhe Roka Gaya Na Gaya Roka

MovieNakhrewaalii
SingerPriyankit Jaiswal, Kishore Kumar
DirectorRahul Shanklya
Music ComposerVayu, Vaibhav Pani, Shankar-Jaikishan
LyricistVayu
Star CastAnsh Duggal, Akash Makhi, jaKumud Mishra
LabelJioStudios

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *