Tu jo chaahe woh kar le, hai aaj yeh ijaajat – (2)
Yeh raat hai qayaamat – (4)
Aaj ki baat sab kuchh alag hi hoga sab kuchh
Rahega yaad hamesha badal jaayega sab kuchh
Ji bhar ke kar le tu aaj abb sharaarat
Yeh raat hai qayaamat – (4)
Nahi tum tum rahoge, nahi hum hum rahenge
Nahi khushiya rahegi, nahi koyi ghum rahenge
Muskuraake maang le, ek aakhari inaayat
Yeh raat hai qayaamat – (4)
La la la la……
Na jaane kab kya hoga, na jaane kya kya hoga
Jahaan mein jab jo hoga, jaankar bhi kya hoga
Sab bhul ke maja kar, bas mat kar shikaayat – (2)
Yeh raat hai qayaamat – (4)
| Movie | Oh Darling Yeh Hai India (1995) |
| Singer | Shweta Shetty |
| Music Composer | Ranjit Barot |
| Lyricist | Ketan Mehta |