Yeh Ladki Jawaan Ho Gayi Lyrics | Kunwara | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Aadesh Shrivastava

Yeh Ladki Jawaan Ho Gayi Lyrics | Kunwara | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Aadesh Shrivastava

Yeh ladki jawaan ho gayi mujhpe meherbaan ho gayi
Yeh ladki jawaan ho gayi mujhpe meherbaan ho gayi
Har koi chaahata hai ise
Har koi chaahata hai ise
Dilwaalo ki jaan ho gayi
Dilwaalo ki jaan ho gayi

Yeh ladka jawaan ho gaya haseeno ki jaan ho gaya
Yeh ladka jawaan ho gaya haseeno ki jaan ho gaya
Har koi chaahata hai ise
Har koi chaahata hai ise
Husnwaalo ki shaan ho gaya
Husnwaalo ki shaan ho gaya

Tere gaalo ki rango ko nikhaar du
Julfe ulajhi hai aaja main sawaar du
Tere gaalo ki rango ko nikhaar du
Julfe ulajhi hai aaja main sawaar du
Jindagi teri baahon mein gujaar du
Dil yeh kehta hai yaara tujhe pyaar du
Aa laga lu labo se tujhe
Aa laga lu labo se tujhe
Tu toh meri jubaan ho gayi
Tu toh meri jubaan ho gayi
Yeh ladki jawaan ho gayi dilwaalo ki jaan ho gayi

Thodi masti hai thoda sa surur hai
Mera isame na koi bhi kusur hai
Thodi masti hai thoda sa surur hai
Mera isame na koi bhi kusur hai
Ishq me dil deewaana mera chur hai
Tera bhi kuchh iraada toh jarur hai
Teri baato se abb dar lage
Teri baato se abb dar lage
Tu jara beimaan ho gaya
Tu jara beimaan ho gaya
Yeh ladka jawaan ho gaya husnwaalo ki shaan ho gaya
Yeh ladki jawaan ho gayi dilwaalo ki jaan ho gayi
Har koi chaahata hai ise
Har koi chaahata hai ise

MovieKunwara
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorDavid Dhawan
Music ComposerAadesh Shrivastava
LyricistSameer
Star CastGovinda, Urmila Matondkar, Kader Khan, Om Puri, Johny Lever, Raza Murad, Aasif Sheikh, Mohan Joshi, Smita Jaykar, Nagma, Shammi, Inder Kumar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *