Yeh Kya Hua Lyrics | Tamanna | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Anu Malik

Yeh Kya Hua Lyrics | Tamanna | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Anu Malik

Ye kya hua ye kya hua
Ye kyu hua ye kyu hua
Kabse sambhala tha dil ko kaha kho gaya
Ye kya hua ye kya hua
Ye kyu hua ye kyu hua
Kabse sambhala tha dil ko kaha kho gaya
Tune churaya toh nahi apna banaya toh nahi
Ye kya hua ye kya hua
Ye kyu hua ye kyu hua
Kabse sambhala tha dil ko kaha kho gaya

Dil jharapta hai kab aankh milti hai jab
Aankh milti hai kab waqt aata hai jab
Waqt aata hai kab pyar hota hai jab
Pyar hota hai kab yaar milta hai jab
Tune churaya toh nahi apna banaya toh nahi
Ye kya hua ye kya hua
Ye kyu hua ye kyu hua
Kabse sambhala tha dil ko kaha kho gaya

Garm saanse hui jism jalta hai kyu
Bewajah raat din dil machalta hai kyu
Aankh se aankh ki baat hoti hai jab
Ghar gali raasta rooth jata hai sab
Tune churaya toh nahi apna banaya toh nahi
Ye kya hua ye kya hua
Ye kyu hua ye kyu hua
Kabse sambhala tha dil ko kaha kho gaya

MovieTamanna
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorMahesh Bhatt
Music ComposerAnu Malik
LyricistRahat Indori
Star CastPooja Bhatt, Manoj Bajpai, Paresh Rawal, Sharad Kapoor, Akshay Anand, Nadira, Kunika, Sulbha Deshpande, Zohra Sehgal, Reeta Bhaduri, Kamal Chopra, Kunal Khemu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *