Ye kuch ke waqt kaisi aawaz
Dil ke kano me aa rahi hain
Ye kya bisuhar hain
Ye kya kashish hain
Jo mujh ko wapas bula rahi hain
Bichhe huye hain jami pe moti
Shuaaye badal pe chal rahi hain
Fijaye rangin hain aisi dilakash
Jo mujh ko wapas bula rahi hain
Parinde shakho pe ga rahe hain
Hawaye jhula
Jhula rahi hain
Inhi me koyal ki kuk bhi hain
Jo mujh ko wapas bula rahi hain
Chhuta jo kanto se apna daman
To badhke dariya me bah utha hain
Shajar ki har shakh sarnigu hain
Nasime sahri bula rahi hain
Ye kuch ke waqt
| Movie | Kaarwaan-e-Hayaat |
| Singer | Pahadi Sanyal |
| Director | Premankur Atorthy, Hemchandra Chunder |
| Music Composer | Mihir Kiran Bhattacharya |
| Star Cast | Rattan Bai, Gul Hamid, Malina, Nawab, Rajkumari, Rana, Kundan Lal Saigal, Pahadi Sanyal, Shyama |

