Yeh Jeena Bhi Lyrics  | Bikhare Moti | Jayant, Nigar Sultana | Amirbai Karnataki | Ghulam Mohammad

Yeh Jeena Bhi Lyrics | Bikhare Moti | Jayant, Nigar Sultana | Amirbai Karnataki | Ghulam Mohammad

Yeh jeena bhi
Koi jeena hai
Marte hai na jeete hai
Mohabbat karne
Wale kya sada
Ansu hi pite hai
Yeh ghar lut gaya
Haye aabad ho kar
Yeh ghar lut gaya
Haye aabad ho kar

Wafa dil se nikali hai
Fariyad ho kar
Wafa dil se nikali hai
Fariyad ho kar
Yeh ghar lut gaya
Haye aabad ho kar

Waha shadiyane
Khushi ke bajenge
Khushi ke bajenge
Waha shadiyane
Khushi ke bajenge
Khushi ke bajenge
Yaha reh gaya koi
Barbad ho kar
Yaha reh gaya koi
Barbad ho kar
Yeh ghar lut gaya
Haye aabad ho kar

Hume e mohabbat na
Tu yaad karna
Tu yaad karna
Hume e mohabbat na
Tu yaad karna
Tu yaad karna
Magar hum bahenge
Teri yaad ho kar
Magar hum bahenge
Teri yaad ho kar
Yeh ghar lut gaya
Haye aabad ho kar
Yeh ghar lut gaya
Haye aabad ho kar.

MovieBikhare Moti
SingerAmirbai Karnataki
DirectorS.M. Yusuf
Music ComposerGhulam Mohammad
LyricistAkhtar ul Iman
Star CastJayant, Nigar Sultana, Jeevan, Neelam Kothari, Kamini Kaushal, Ranjana
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *