Mohabbat Pe Lyrics  | Khazana | Madhubala, Nasir Khan | Lata Mangeshkar | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Mohabbat Pe Lyrics | Khazana | Madhubala, Nasir Khan | Lata Mangeshkar | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Mohabbat pe itni
Jawani na hoti
Agar tum na aate
Agar tum na aate
Khayalo ki duniya
Suhani na hoti
Agar tum na aate
Agar tum na aate

Yeh chahat na hoti
Yeh armaan na hote
Mere dil mein khushiyo
Ke saman na hote
Yeh chahat na hoti
Yeh armaan na hote
Mere dil mein khushiyo
Ke saman na hote
Hans is kadar
Zindagani na hoti
Agar tum na aate
Agar tum na aate
Mohabbat pe itni
Jawani na hoti
Agar tum na aate
Agar tum na aate

Yeh chup chup nazare
Yeh jhilmil sitare
Bahut dur hai
Phir bhi lagte hai pyare
Yeh chup chup nazare
Yeh jhilmil sitare
Bahut dur hai
Phir bhi lagte hai pyare
Labo pe khushi ki
Kahani na hoti
Agar tum na aate
Agar tum na aate
Mohabbat pe itni
Jawani na hoti
Agar tum na aate
Agar tum na aate.

MovieKhazana
SingerLata Mangeshkar
DirectorM. Sadiq
Music ComposerRamchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
LyricistRajendra Krishan
Star CastMadhubala, Nasir Khan, Gope
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *