Yeh Jawani Badi Deewani, Khatre Ki Hai Ye Nishani Lyrics | Saazish | Asha Bhosle, Amit Kumar | Kalyanji Anandji

Yeh Jawani Badi Deewani, Khatre Ki Hai Ye Nishani Lyrics | Saazish | Asha Bhosle, Amit Kumar | Kalyanji Anandji

One two three four one and two and three four
Dekho us ladki ki or are five and six seven and eight
Mango isse yaro date
Ja ja chal badi mastani wo badi diwani
Diwani diwani ye jawani
Ha ye jawani badi diwani
Ye jawani badi diwani khatre ki hai ye nishani
Isse mujhko dar lagata hai kuch nahi hai par lagta hai
Kuch ho jayega tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba ye jawani badi diwani
Ye jawani badi diwani khatre ki hai ye nishani
Isse mujhko dar lagata hai kuch nahi hai par lagta hai
Kuch ho jayega tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba

Haye re kuch mujhe ho na jaye haye re dil kahi kho na jaye
Solwe baras ke bad ka jamana rate nojawa shama mastana
Solwe baras ke bad ka jamana rate nojawa shama mastana
Logo ki najro se najre bachana o
Aisa na ho ban jaye koi kahani kahani
Tauba tauba tauba meri tauba tauba tauba tauba meri tauba
Ye jawani badi diwani khatre ki hai ye nishani
Isse mujhko dar lagata hai kuch nahi hai par lagta hai
Kuch ho jayega tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba

Nahi hui hui hui hui hui hui ye junu haye kasia junu
Ye junu haye kasia junu sar pe ye junu sawar ho na jaye
Baithe baithe dil bekarar ho na jaye
Sar pe ye junu sawar ho na jaye
Baithe baithe dil bekarar ho na jaye
Kisi ko kisi se pyar ho na jaye
Pyar bina khak hai magar jindgani jindgani
Tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba
Ye jawani badi diwani khatre ki hai ye nishani
Isse mujhko dar lagata hai kuch nahi hai par lagta hai
Kuch ho jayega tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba tauba tauba tauba meri tauba
Tauba tauba tauba meri tauba

MovieSaazish
SingerAsha Bhosle, Amit Kumar
DirectorRajkumar Kohli
Music ComposerKalyanji Anandji
LyricistAnand Bakshi
Star CastRaaj Kumar, Mithun Chakraborty, Dharmendra, Dimple Kapadia, Shakti Kapoor, Raj Babbar, Vinod Mehra, Rajan Haksar, Jagdeep, Kader Khan, Amrish Puri, Anita Raaj, Tej Sapru, Gurbachan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *