Ye husn ye shabab aap hai lajawab
Ye husn ye shabab aap hai lajawab
Sitaro me jaise ho koi lajawab
Ye husn ye shabab aap hai lajawab
Ye husn ye shabab aap hai lajawab
Tum bhi to ho sanam jahan me bemisal
Sabse anokhi ada sabse nirali chaal
Aaj milke yaha sach huye din ke khwab
Ye husn ye shabab aap hai lajawab
Ye husn ye shabab aap hai lajawab
Dilnashi maahjabi aap aaye aafrin
Dhundh hi lenge hum falak ho ya jami
Ek raah apni kaante ho ya gulab
Ye husn ye shabab aap hai lajawab
Ye husn ye shabab aap hai lajawab
Faasle mitakar pass aajaiye
Dil-o-ja aapki hukum farmaiye
Hum hai bekarar na tum ho betab
Ye husn ye shabab aap hai lajawab
Sitaro me jaise ho koi lajawab
Ye husn ye shabab aap hai lajawab
O aa o aa la l la
| Movie | Shiv Charan |
| Singer | Chandrani Mukherjee, Anwar Hussain |
| Director | Anil Kumar |
| Music Composer | Bappi Lahiri |
| Lyricist | Amit Khanna |
| Star Cast | Vinod Mehra, Zarina Wahab, Prema Narayan, Ranjeet, Nasir Husain, Naveen Nischol |

