Yeh Dil Sanam Tumhare Liye Hai Lyrics | Laqshya | Kumar Sanu, Alka Yagnik | Jatin Lalit

Yeh Dil Sanam Tumhare Liye Hai Lyrics | Laqshya | Kumar Sanu, Alka Yagnik | Jatin Lalit

Ye dil sanam tumhare liye hai
Ye jaa sanam tumhare liye hai
Ye dil sanam tumhare liye hai
Ye jaa sanam tumhare liye hai
Main aashik hun tu aashiki hai
Main diwana tu diwaangi hai

Ye dil sanam tumhare liye hai
Ye jaa sanam tumhare liye hai
Main dhadkan hun tu jindagi hai
Main dua hun tu bandgi hai
Ye dil sanam tumhare liye hai
Ye jaa sanam tumhare liye hai

Tere liye ye dil to hai kya
Main jaa bhi luta dun
Teri kasam hanste hanste
Main khud ko mita dun
Dil pe meri chhaya hai teri chahat ka vo nasha
Sab bhul gayi kuch yaad nahi
Bas ek tere siwa
Mera pyar sanam tumhare liye hai
Intjaar sanam tumhare liye hai
Main shayar hun tu shaayri hai
Main nasha hun tu bekhudi hai
Ye dil sanam tumhare liye hai
Ye jaa sanam tumhare liye hai

Pyar tera sabse hai juda
Hai teri adaa pyari
Oh jaanejaa milte hi najar main dil tujhpe haari
Jaanejigar tu sabse hasin
Laakho me ek tu
Teri kasam tu hai mere jine ki aarju
Dhadkan sanam tumhaare liye hai
Saanse sanam tumhare liye hai
Dil main hun tu dilruba hai
Pyar main hun aur tu wafa hai
Ye dil sanam tumhare liye hai
Ye jaa sanam tumhare liye hai

Ye dil sanam tumhare liye hai
Ye jaa sanam tumhare liye hai
Main aashik hun tu aashiki hai
Main diwana tu diwaangi hai
Ye dil sanam tumhare liye hai
Ye jaa sanam tumhare liye hai
Ye dil sanam tumhare liye hai
Ye jaa sanam tumhare liye hai
Ye dil sanam tumhare liye hai
Ye jaa sanam tumhare liye hai

MovieLaqshya
SingerKumar Sanu, Alka Yagnik
Music ComposerJatin Lalit
LyricistAnwar Sagar
Star CastRonit Roy, Priyanka, Sangita Ghosh, Paresh Rawal, Sujit Kumar, Tinnu Anand, Dilip Tahil, Pramod Moutho, Kiran Kumar, Anjana Mumtaz

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *