Ye Zameen Ye Gagan Lyrics  | Ahsaas | Anuradha Paudwal | Anuradha Paudwal

Ye Zameen Ye Gagan Lyrics | Ahsaas | Anuradha Paudwal | Anuradha Paudwal

Ye zameen ye gagan ye jahaan
Yun laga ke aaj milke ye kho gaye
Ye zameen ye gagan ye jahaan
Yun laga ke aaj milke ye kho gaye
Khushboo liye aayi bahaar baanwari
Mehka gayi saari fizaan
Devo ne bhi dekha nahin prem ke
Rashiyon ka ye anmol milan

Meera ne bhi wahaan par
Pyaala vish ka peeya thaa
Ye chahat ki jo reet thi
Us mein apne kishan ko
Saara jeevan diya thaa
Ye to jogan ki preet thi
Khushboo liye aayi bahaar baanwari
Mehka gayi saari fizaan
Devo ne bhi dekha nahin prem ke
Rashiyon ka ye anmol milan

Kaata usko chubha thaa
Raja ghar ghar phira thaa
Uski aankhon mein ruchi
Milna mushkil bada tha
Bairi saare jag se laga thaa
Saari duniya pe berukhi
Khushboo liye aayi bahaar baanwari
Mehka gayi saari fizaan
Devo ne bhi dekha nahin prem ke
Rashiyon ka ye anmol milan.

MovieAhsaas
SingerAnuradha Paudwal
LyricistAnuradha Paudwal
Star CastAnuradha Paudwal
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *