Ye Umar Hai Kya Rangili, Ye Nazar Hai Kya Nashili Lyrics | Professor | Asha Bhosle, Manna Dey, Usha Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Ye Umar Hai Kya Rangili, Ye Nazar Hai Kya Nashili Lyrics | Professor | Asha Bhosle, Manna Dey, Usha Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Ye umar hai kya rangili
Ye najar hai kya nashili
Pyar me khoye khoye nain
Hamare rom rom bechain
Hamara hi jamana hai
Haye ham par thi jawani
Aur duniya thi diwani
Kisi ke hum bhi the dildar
Koi karta tha hamse pyar
Hamara bhi jamana tha
Haye ham par thi jwani

Ye matwali chanchal ankhe
Dekhe sapne pagal aanhke
Gujrta bachpna chhayi bhare
Gujrta bachpna chhayi bhare
Chal hai mastani
Ye umar hai kya rangili
Ye najar hai kya nashili
Pyar me khoye khoye nain
Hamare rom rom bechain
Hamara hi jamana hai
Ye umar hai kya rangili

Hum hai jab tak jiwan apna
Jan hai jab tak sab kuch apna
Dil ki bate sun lo ab to
Dil ki bate sun lo ab to
Aankho ki jubani
Haye ham par thi jawani
Aur duniya thi diwani
Kisi ke hum bhi the dildar
Koi karta tha hamse pyar
Hamara bhi jamana tha
Haye ham par thi jwani

Jiwan kya hai haste rahna
Man maujo me bahte rahna
Chupke baitho mane na hum
Chupke baitho mane na hum
Bate wo purani
Ye umar hai kya rangili
Ye najar hai kya nashili
Pyar me khoye khoye nain
Hamare rom rom bechain
Hamara hi jamana hai
Hamara bhi jamana tha
Hamara hi jamana hai
Hamara bhi jamana tha
Hamara hi jamana hai
Hamara bhi jamana tha

MovieProfessor
SingerAsha Bhosle, Manna Dey, Usha Mangeshkar
DirectorLekh Tandon
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastShammi Kapoor, Kalpana, Salim, Parveen Choudhary, Lalita Pawar, Iftekhar, Tun Tun, Pratima Devi, Rashid Khan, Bir Sakuja, Bela Bose, Ratan Mala, Moolchand, Gopal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *