Ye Sadak Kya Tere Bap Ki Hai Lyrics  | Khilona | Ayub Khan, Aditya Pancholi | Vinod Rathod | Anwar Hussain, Naresh Sharma

Ye Sadak Kya Tere Bap Ki Hai Lyrics | Khilona | Ayub Khan, Aditya Pancholi | Vinod Rathod | Anwar Hussain, Naresh Sharma

Sidhi tarah chal warna akal
Sidhi tarah chal warna akal
Sidhi tarah chal warna akal
Teri sidhi kar dunga
Tod ke teri batishi
Tere hath pe rakh dunga
Tere hath pe rakh dunga
Ye sadak kya tere bap ki hai
Are nahi baba nahi ter bap ki hai
Ye sadak kya tere bap ki hai
Are nahi baba nahi ter bap ki hai

Jitni chadi hai tujhko
Main utar dunga
Jitni chadi hai tujhko
Main utar dunga
Jo sat janam tak yaad rahe
Wo mar dunga
Jo sat janam tak yaad rahe
Wo mar dunga
Kyu tune mujhse aisi waisi bat ki hai
Ye sadak kya tere bap ki hai
Nahi baba nahi ter bap ki hai
Ye sadak kya tere bap ki hai
Are nahi baba nahi ter bap ki hai

Are chod de tu peena
Mar mar ke aise jee na
Are chod de tu peena
Mar mar ke aise jee na
Bekhudi me tujhko
Chain aayega kahi na
Ho mana mai badnam hu
Nashe ka gulam hu
Mana mai badnam hu
Nashe ka gulam hu
Nashe mein hi aadat kharab ki hai
Ye sadak kya tere bap ki hai
Are nahi baba nahi ter bap ki hai
Ye sadak kya tere bap ki hai
Are nahi baba nahi ter bap ki hai

Sidhi tarah chal warna akal
Sidhi tarah chal warna akal
Teri sidhi kar dunga
Tod ke teri batishi
Tere hath pe rakh dunga
Tere hath pe rakh dunga
Ye sadak kya tere bap ki hai
Are nahi baba nahi ter bap ki hai
Ye sadak kya tere bap ki hai
Are nahi baba nahi ter bap ki hai.

MovieKhilona
SingerVinod Rathod
DirectorDeepak Pawar
Music ComposerAnwar Hussain, Naresh Sharma, Naresh Sharma
Star CastAyub Khan, Aditya Pancholi, Shakti Kapoor, Monica Bedi
LabelPrince Audio

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *