Ye Mausam Aur Ye Tanhaai Lyrics  | Dastan | Suraiya, Raj Kapoor | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Ye Mausam Aur Ye Tanhaai Lyrics | Dastan | Suraiya, Raj Kapoor | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Ye mausam aur ye tanhaai
Ye mausam aur ye tanhaai
Ye mausam aur ye tanhaai
Zara dam bhar to aa jaao
Zara dam bhar to aa jaao
Ye mausam aur ye tanhaai

Yahi mauqaa hai milne ka
Yahi mauqaa hai milne ka
Yahi mauqaa hai milne ka
Lagi dil ki bujha jaao
Lagi dil ki bujha jaao
Yahi mauqaa hai milne ka

Aaa badi mushqil se maine aaj
Dil ke taar chhede hain
Badi mushqil se maine aaj
Dil ke taar chhede hain
Dil ke taar chhede hain
Inhi taaron se tum aakar
Inhi taaron se tum aakar
Koyi nagma suna jaao
Koyi nagma suna jaao
Ye mausam aur ye tanhaai

Aaa yahaan har cheez phaani hai
Mohabbat ke siva pyaare
Yahaan har cheez phaani hai
Mohabbat ke siva pyaare
Mohabbat ke siva pyaare
Ye duniya aani jaani hai
Ye duniya aani jaani hai
Zara hans lo hansa jaao
Zara hans lo hansa jaao
Yahi mauqaa hai milne ka.

MovieDastan
SingerSuraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
DirectorAbdul Rashid Kardar
LyricistShakeel Badayuni
Star CastSuraiya, Raj Kapoor, Veena, Suresh, Al Nasir, Pratima Devi, Murad, S.N. Banerjee, Laxman, Surendra
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *