(Ye dil kyu dhadkta hai
Rah rah ke machalta hai) – (2)
Aise lage ke sach hai ye
Mujhe pyar pyar tumse ho gaya – 2
(Ye dil kyu dhadakta hai
Rah rah ke machalta hai) – (2)
Aise lage ke sach hai ye
Mujhe pyar pyar tumse ho gaya – 2
Ye dil kyu dhadkta hai
(Kitno dino se din ye kuch bekrar tha
Ehsas ab hua hai ke vohi pyar tha) – (2)
Palko pe khwab tera dhadkan pe bekhudi
Kis mod pe hai layi
Meri diwangi meri diwangi
Aise lage ke sach hai ye
Mujhe pyar pyar tumse ho gaya – 2
Ye dil kyu dhadkta hai
(Har pal in hotho pe charche hai bas tere
Mai ho gayi hu pagal agar koi ye kahe) – (2)
Aankho me hai nasha sa dil me surur hai
Bahake huye kadam hai
Kuch to jarur hai – 2
Aise lage ke sach hai ye
Mujhe pyar pyar tumse ho gaya – 2
Ye dil kyu dhadkta hai
Rah rah ke yu machalta hai
Aise lage ke sach hai ye
Mujhe pyar pyar tumse ho gaya – 2
Ye dil kyu dhadkta hai
| Movie | Vishwasghat |
| Singer | Kumar Sanu, Lata Mangeshkar |
| Music Composer | Shyam - Surender |
| Lyricist | Rani Malik |