Yaha Waha Jaha Taha Mat Poocho Kaha Kaha (2006) Lyrics | Jai Santoshi Maa | Suresh Wadkar | Anu Malik

Yaha Waha Jaha Taha Mat Poocho Kaha Kaha (2006) Lyrics | Jai Santoshi Maa | Suresh Wadkar | Anu Malik

Yaha waha jaha taha mat poocho kaha kaha
Hai santoshi maa
Apni santoshi maa
Apni santoshi maa
Jal me bhi thal me bhi
Chal me achal me bhi
Atal vital me bhi maa
Apni santoshi maa
Apni santoshi maa
Yaha waha jaha taha mat poocho kaha kaha
Hai santoshi maa
Apni santoshi maa
Apni santoshi maa

Badi anokhi chamtkaarini ye apni maai
Ye apni maai
Ye apni maai
Raai ko parvat kar sakti
Parvat ko raai
Parvat ko raai
Parvat ko raai
Dwaar khula darbaar khula hai
Aao bahan bhaai
Iske dar par kabhi daya ki kami nahi aayi
Daya ki kami nahi aayi
Pal me nihaal kare
Dukh ka nikaal kare
Pal me nihaal kare
Dukh ka nikaal kare
Turant kamaal kare maa
Apni santoshi maa
Apni santoshi maa
Yaha waha jaha taha mat poocho kaha kaha
Hai santoshi maa
Apni santoshi maa
Apni santoshi maa

Is amba me jagdamba me gajab ki hai shakti
Gajab ki hai shakti
Gajab ki hai shakti
Chinta me doobe huye logo kar lo iski bhakti
Kar lo iski bhakti
Kar lo iski bhakti
Apna jivan saup do isko paa lo re mukti
Sukh sampatti ki daata ye maa kya nahi kar sakti
Maa ye kya nahi kar sakti
Bigadi banaane waali dukhade mitaane waali
Bigadi banaane waali dukhade mitaane waali
Kasht hataane waali maa
Apni santoshi maa
Apni santoshi maa
Yaha waha jaha taha mat poocho kaha kaha
Hai santoshi maa
Apni santoshi maa
Apni santoshi maa

Gauri sut ganpati ki beti
Ye hai badi bholi
Ye hai badi bholi
Ye hai badi bholi
Dekh dekh kar iska mukhada
Har ik disha doli
Har ik disha doli
Har ik disha doli
Aao re bhakto ye maata hai sabki hamjoli
Jo maagoge tumhe milega
Bhar lo re jholi
Suno re bhaai bhar lo re jholi
Ujjwal ujjwal
Nirmal nirmal
Ujjwal ujjwal
Nirmal nirmal
Sundar sundar maa
Apni santoshi maa
Apni santoshi maa
Yaha waha jaha taha mat poocho kaha kaha
Hai santoshi maa
Apni santoshi maa
Apni santoshi maa
Apni santoshi maa
Apni santoshi maa

MovieJai Santoshi Maa
SingerSuresh Wadkar
DirectorAhmed Siddiqui
Music ComposerAnu Malik
LyricistKavi Pradeep
Star CastNushrat Bharucha, Rakesh Bapat, Lalit Tiwari, Sanjay Swaraj, Shashi Sharma, Raj Khan, Parakh Madan, Shameem Ali, Anisha Hinduja, Abhijeet Lehiri, Virendra Singh, Garima Kapoor, Nishikant Dixit, Purva Parag, Fahim Khan, Farida Dadi, Kanwar Jagdish, Maushum

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *