Wo nahi mila to malaal kya
Wo nahi mila to malaal kya
Jo gujar gaya
So gujar gaya
Wo nahi mila to malaal kya
Jo gujar gaya
So gujar gaya
Use yaad karke na dil dukha
Use yaad karke na dil dukha
Jo gujar gaya
So gujar gaya
Wo nahi mila to malaal kya
Jo gujar gaya
So gujar gaya
Na gila kiya
Na khafa huye
Yunhi raastein mein juda huye
Na gila kiya
Na khafa huye
Yunhi raastein mein juda huye
Yunhi raastein mein juda huye
Na tu bewafa
Na main bewafa
Na tu bewafa
Na main bewafa
Jo gujar gaya
So gujar gaya
Use yaad karke na dil dukha
Use yaad karke na dil dukha
Jo gujar gaya
So gujar gaya
Tujhe aitbaar o yakeen nahi
Nahi duniya
Itni buri nahi
Tujhe aitbaar o yakeen nahi
Nahi duniya
Itni buri nahi
Na malaal kar
Mere saath aa
Na malaal kar
Mere saath aa
Jo gujar gaya
So gujar gaya
Wo wafaye thi
Ke jafaye thi
Ye na soch
Kiski khataye thi
Wo wafaye thi
Ke jafaye thi
Ye na soch
Kiski khataye thi
Ye na soch
Kiski khataye thi
Wo tera hai
Usko gale laga
Wo tera hai
Usko gale laga
Jo gujar gaya
So gujar gaya
Wo nahi mila to malaal kya
Jo gujar gaya
So gujar gaya
Use yaad karke na dil dukha
Use yaad karke na dil dukha
Jo gujar gaya
So gujar gaya
Wo nahi mila to malaal kya
Jo gujar gaya
So gujar gaya
Jo gujar gaya
So gujar gaya
| Movie | Tum Toh Nahin Ho (Jagjit Singh) |
| Singer | Jagjit Singh |

