Yaar Jinhe Tum Bhul Gaye Ho (Male) Lyrics | Woh Din Yaad Karo | Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal

Yaar Jinhe Tum Bhul Gaye Ho (Male) Lyrics | Woh Din Yaad Karo | Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal

Yar jinhe tum bhul gaye ho
Yar jinhe tum bhul gaye ho
Wo din yad karo
Wo din yad karo
Wo din yad karo
Wo din yad karo
Yar jinhe tum bhul gaye ho
Wo din yad karo
Wo din yad karo

Chand gagan se jhak raha tha
Yad karo ye jab tumne kaha tha
Jaise ye sach hai ki ye hai sitare
Waise ye sach hai ki hum hai tumhare
Wo din yad karo
Wo din yad karo
Yar jinhe tum bhul gaye ho
Wo din yad karo
Wo din yad karo

Bikhar gayi armano ki kaliya
Ujad gayi bas sapno ki galiya
Bhul gaye ho tum wade kasme
Tod di sari pyar ki rasme
Wo din yad karo
Wo din yad karo
Yar jinhe tum bhul gaye ho
Wo din yad karo
Wo din yad karo

MovieWoh Din Yaad Karo
SingerMohammed Rafi
DirectorK Amarnath
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastSanjay Khan, Nanda, Shashikala, Mehmood, Madan Puri, Dhumal, Ulhas Wasti, Tun Tun, Rajan Haksar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *