Yaad Aayi Fir Tumhari Yaad Aayi Lyrics | Muskaan | Adnan Sami | Nikhil Vinay

Yaad Aayi Fir Tumhari Yaad Aayi Lyrics | Muskaan | Adnan Sami | Nikhil Vinay

Yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi
Yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi
Aisa lagta hai mujhe to
Aisa lagta hai mujhe to maar dalegi judai
Ye judai ye judai maar dalegi judai
Yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi

Aa bhi jao aa bhi jao ishk de tumko sada
Na akele me rah sakoge bhul ke meri wafa
Kuch najar aaye nahi
Kuch najar aaye na mujhko aankho me bas tum ho chai
Aankho me bas tum ho chai tum ho chai tum ho chai
Aankho me bas tum ho chai
Yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi

Tum nahi aate tumhari yaad aati hai sanam
Kya batau kis tarah mujhko rulati hai sanam
Ab mujhe khamoshiyo me
Ab mujhe khamoshiyo me
Dhadkane deti sunai
Dhadkane deti sunai
Dhadkane deti sunai
Dhadkane deti sunai
Yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi

Duriya majburiya hai haal-e-dil kaise kahu
Tanha tanha bebasi ka dard main kaise sahu
Tum kaho to chhod du
Tum kaho to chhod du main ek pal me yeh khudaai
Ek pal me yeh khudaai
Ek pal me yeh khudaai chhod du main yeh khudaai
Yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi

Aisa lagta hai mujhe to
Aisa lagta hai mujhe to maar dalegi judai
Ye judai ye judai maar dalegi judai
Yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi

MovieMuskaan
SingerAdnan Sami
DirectorManish Sharma, Rohit Nayyar
Music ComposerNikhil Vinay
LyricistSameer
Star CastAftab Shivdasani, Parvin Dabbas, Neha, Gracy Singh, Anjala Zaveri, Gulshan Grover, Vrajesh Hirjee, Razzak Khan, Rajeev Varma, Sharat Saxena

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *