Ya khuda mera imtehan na le
Ya khuda mera imtehan na le
Ya khuda mera imtehan na le
Kaise jeeta hoon ye bayan na le
Ya khuda mera imtehan na le
Ya khuda
Badi mushkil se
Bach ke aaya hun
Badi mushkil se
Bach ke aaya hun
Zindagi phir kahin
Pehchan na le
Zindagi phir kahin
Pehchan na le
Ya khuda
Meri duniya isi se zinda hain
Meri duniya isi se zinda hain
Jaan lele mera imaan na le
Jaan lele mera imaan na le
Ya khuda
Maang lega kabhi kimat tujhse
Maang lega kabhi kimat tujhse
Bhulkar dost ka ehsaan na le
Bhulkar dost ka ehsaan na le
Kaise jeeta hun ye bayan na le
Ya khuda mera Imtehan na le
Ya khuda mera Imtehan na le
Ya khuda
| Movie | Gulmohar |
| Singer | Bhupinder Singh |
| Music Composer | Bhupinder Singh |

