Wo Jisne Kar Diya Raaton Ko Beqaraar Mujhe Lyrics | Aadaab | Pamela Singh | Pamela Singh | Anup Jalota

Wo jisne kar diya raaton
Ko beqaraar mujhe
Wo jisne kar diya raaton
Ko beqaraar mujhe
Rahega zindagi bhar
Uska intazaar mujhe
Rahega zindagi bhar
Uska intazaar mujhe
Wo jisne kar diya raaton
Ko beqaraar mujhe

Bhula ne wale kabhi
Royega tu meri tarah
Bhula ne wale kabhi
Royega tu meri tarah
Kiya hain yaad ne jo
Teri ashq baar mujhe
Wo jisne kar diya raaton
Ko beqaraar mujhe

Bhugat rahe hain saza
Teri meherbaani ki
Bhugat rahe hain saza
Teri meherbaani ki
Diye hain tohfe mein
Ghum tune beshumar mujhe
Wo jisne kar diya raaton
Ko beqaraar mujhe

Naseem dil ne mohabbat
Mein zakhm khaye hain
Naseem dil ne mohabbat
Mein zakhm khaye hain
Nahi raha hain mohabbat
Ka aitbaar mujhe
Wo jisne kar diya raaton
Ko beqaraar mujhe
Rahega zindagi bhar
Uska intazaar mujhe
Wo jisne kar diya raaton
Ko beqaraar mujhe
Wo jisne kar diya raaton
Ko beqaraar mujhe.

MovieAadaab
SingerPamela Singh
Music ComposerAnup Jalota
Star CastPamela Singh
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *