Wo Chand Sa Chehra Liye Lyrics | Qawwali Ki Raat | Mohammad Rafi | Iqbal Qureshi

Wo chand sa chehra liye chhat par tera aana – 2
Jalwo ke tere chand ka bhi muh ko chhupana
Wo chand sa chehra liye chhat par tera

Milte hi wo nazar teri palko ka jhapkana
Gustakh nigaho pe meri tera chamkana
Ghabra ke ajab se wo mera sar ko jhukana
Wo chand sa chehra liye chhat par tera

Uljhe huye balo ko liye chhat se utrana
Aaine ke aage wo tera aake swarana
Aur meri gazal padhke tujhe nind na aana
Wo chand sa chehra liye chhat par tera

Bechain kashubhar me gujarne lagi raate
Hone lagi chhup chhup ke teli phone pe bate
Kuch yaad to hoga wo tujhe mera fsana
Wo chand sa chehra liye chhat par tera
Jalwo ke tere chand ka bhi muh ko chhupana
Wo chand sa chehra liye chhat par tera

MovieQawwali Ki Raat
SingerMohammad Rafi
Music ComposerIqbal Qureshi
LyricistShewan Rizvi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *