Wahshat mein
Bhi minnat kashe
Sehra nahi hote
Kuchh log bikhar kar bhi
Tamasha nahi hote
Jaan dete hain
Jaan dene ka
Sauda nahi karte
Sarminndey e ehzaaze
Masiha nahi hote
Hum khaakh the
Par jab usse dekha
To bahot roye
Sunate the ke
Sehra o mein
Dariya nahi hote
Ek taare gareeba ka
Rahein dhyaan ke sab log
Mehfil mein to hote hain
Shana saa nahi hote.
| Movie | Dosti Ka Ek Samandar |
| Singer | Muzaffar Ali |
| Music Composer | Radhika Chopra |
| Star Cast | Zehra Nigam, Indira Varma |
| Label | Living Media |