Wada Raha (Sad) Lyrics  | Khakee | Amitabh Bachchan, Akshay Kumar | Sonu Nigam | Ram Sampath

Wada Raha (Sad) Lyrics | Khakee | Amitabh Bachchan, Akshay Kumar | Sonu Nigam | Ram Sampath

Tu hi meri aashiqui jaaneman
Tujhse hai meri khushi
Bin tere kuch nahin ab meri zindagi
Tu hi meri aashiqui jaaneman
Tujhse hai meri khushi
Bin tere kuch nahin ab meri zindagi
Tu hi meri aashiqui jaaneman
Tujhse hai meri khushi
Tere liye hai bechain dil
Dhoonde tujhe hi meri nazar
Chaahoon tujhe main kitna sanam
Tujhko nahin hai uski khabar
Khwaabon mein tu, aankhon mein tu
Dhadkan mein tu, saanson mein tu
Dekha karoon main jise raat bhar
Tu hai vahi chaandni
Bin tere kuch nahin ab meri zindagi

Tu hi meri aashiqui jaaneman
Tujhse hai meri khushi
Tu hai mere honton ki dua
Tu hai meri chaahat ka sila
Aisa laga duniya mil gayi
Jo ishq tera mujhko mila
Tu chain hai, tu hai vafa
Hona nahin mujhse khafa
Padhta rahoon main jise har ghadi
Tu hai vahi shaayari
Bin tere kuch nahin ab meri zindagi
Tu hi meri aashiqui jaaneman
Tujhse hai meri khushi
Bin tere kuch nahin ab meri zindagi
Tu hi meri aashiqui jaaneman
Tujhse hai meri khushi.

MovieKhakee
SingerSonu Nigam
DirectorRajkumar Santoshi
Music ComposerRam Sampath
LyricistSameer
Star CastAmitabh Bachchan, Akshay Kumar, Ajay Devgn, Aishwarya Rai, Tusshar Kapoor
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *