Qatil Aankhon Wale Lyrics  | Hum Hain Bemisaal | Akshay Kumar, Suniel Shetty | Alisha Chinai | Anu Malik

Qatil Aankhon Wale Lyrics | Hum Hain Bemisaal | Akshay Kumar, Suniel Shetty | Alisha Chinai | Anu Malik

Qatil aankhon wale
Qatil aankhon wale
Teri aankhon se darr lagta hai
Aankho se dar lagta hai
Tu mujhse nazre bacha le
Teri aankhon se darr lagta hai
Aankho se darr lagta hai
Qatil aankhon wale

Ye hai rang umang bhari mahfil
Par sahma hua hai mera dil
Teri aankho me pyar ki lahar bhi hai
Par tu ek mitha jahar bhi hai
Ye hai rang umang bhari mahfil
Par sahma hua hai mera dil
Teri aankho mein pyar ki lahar bhi hai
Par tu ek mitha jahar bhi hai

Ye dil
Ye dil hai tere hawale
Teri aankho se dar lagta hai
Aankhon se darr lagta hai
Tu mujhse nazar hatale
Teri aankhon se dar lagta hai
Aankhon se darr lagta hai
Qatil aankhon wale

Teri nazre kispe war kare
Ek teer jigar se par kare
Jo tere samne aata hai
Dil tham ke wo rah jata hai
Tu kisi ko mar na dale
Tu kisi ko mar na dale
Teri aankhon se darr lagta hai
Aankhon se darr lagta hai
Qatil aankhon wale.

MovieHum Hain Bemisaal
SingerAlisha Chinai
DirectorDeepak Bahry
Music ComposerAnu Malik
LyricistQateel Shifai
Star CastAkshay Kumar, Suniel Shetty, Shilpa Shirodkar, Pran, Madhoo, Rami Reddy, Avtar Gill, Aroon Bakshi, Darshan Bagga, Vikas Anand, Kunika, Narendra Bedi, Gavin Packard
LabelEros Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *