Uss Bewafa Ki Yaad Mein Lyrics | Woh Bewafa (Album) | Agam Kumar Nigam | Nikhil

Uss Bewafa Ki Yaad Mein Lyrics | Woh Bewafa (Album) | Agam Kumar Nigam | Nikhil

Us bewafa ki yaad mein
Mar mar ke jee raha hu
Us bewafa ki yaad mein
Mar mar ke jee raha hu
Main hu nahi sharaabi
Dar dar ke pee raha hu
Behlaau kaise dil ko
Jab gham ho behisaab
Achhi ho ya kharaab
Sabkuch hai ab sharaab
Achhi ho ya kharaab
Sabkuch hai ab sharaab
Us bewafa ki yaad mein
Mar mar ke jee raha hu
Main hu nahi sharaabi
Dar dar ke pee raha hu

Thoda pee leta hu
Thoda jee leta hu
Dil ke in zakhmo ko
Thoda see leta hu
Kal mila tha unse
Yu hi bas raahon mein
Wo bahut hi khush thi
Gair ki baahon mein
Zakhmo se bas bhari hai
Ab dil ki ye kitaab
Achhi ho ya kharaab
Sabkuch hai ab sharaab
Achhi ho ya kharaab
Sabkuch hai ab sharaab

Zindagi mushkil hai
Jee raha hu phir bhi
Sab mana karte hai
Pee raha hu phir bhi
Jab kabhi bhule se
Nind aa jaati hai
Wo mere khwaabon mein
Phir se chha jaati hai
Duniya sawaal puchhe
Kis kisko main du jawaab
Achhi ho ya kharaab
Sabkuch hai ab sharaab
Achhi ho ya kharaab
Sabkuch hai ab sharaab
Us bewafa ki yaad mein
Mar mar ke jee raha hu
Main hu nahi sharaabi
Dar dar ke pee raha hu
Behlaau kaise dil ko
Jab gham ho behisaab
Achhi ho ya kharaab
Sabkuch hai ab sharaab
Achhi ho ya kharaab
Sabkuch hai ab sharaab
Achhi ho ya kharaab
Sabkuch hai ab sharaab

MovieWoh Bewafa (Album)
SingerAgam Kumar Nigam
Music ComposerNikhil
LyricistPraveen Bhardwaj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *