Us Raat Chand Fir Lauta Nahi Lyrics | Kisson Ki Chadar (Album) | Shubha Mudgal | Shantanu Moitra

Us Raat Chand Fir Lauta Nahi Lyrics | Kisson Ki Chadar (Album) | Shubha Mudgal | Shantanu Moitra

Us raat chaand fir lauta nahi
Us raat chaand fir lauta nahi
Raat khamosh karvaten badalti rahin
Raat khamosh karvaten badalti rahin
Us raat chaand fir lauta nahi

Us raat chaand fir lauta nahi
Raat khamosh karvaten badalti rahin
Raat khamosh karvaten badalti rahin
Us raat chaand fir lauta nahi

Nind aankho me thodi bhi tikati nahi
Nind aankho me thodi bhi tikati nahi
Aur khwaab sang badlo ke tairte rahe
Aur khwaab sang badlo ke tairte rahe
Us raat chaand fir lauta nahi
Us raat chaand fir lauta nahi
Us raat chaand fir lauta nahi

Saaye yaado ke yun hi bhatakte rahe
Saaye yaado ke yun hi bhatakte rahe
Khamoshi gupchup bahut kuchh kahti rahi
Khamoshi gupchup bahut kuchh kahti rahi
Us raat chaand fir lauta nahi
Us raat chaand fir lauta nahi
Us raat chaand fir lauta nahi

Raat aamasvay ki thi
Chaandni gumsum si thi
Saath koi nahi tha
Chaand bhi nahi
Us raat chaand fir lauta nahi
Raat khamosh karvaten badalti rahin
Raat khamosh karvaten badalti rahin
Us raat chaand fir lauta nahi
Us raat chaand fir lauta nahi

MovieKisson Ki Chadar (Album)
SingerShubha Mudgal
Music ComposerShantanu Moitra
LyricistNivedita Joshi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *