Unse Bichhad Ke Jab Lyrics  | Jhoola | Sunil Dutt, Rajendra Nath | Lata Mangeshkar | Salil Chowdhury

Unse Bichhad Ke Jab Lyrics | Jhoola | Sunil Dutt, Rajendra Nath | Lata Mangeshkar | Salil Chowdhury

Unse bichhad ke jab
Ham roye to aise roye
Aankho me jaise
Ashqo ke bij boye
Unse bichhad ke jab
Ham roye to aise roye
Aankho me jaise
Ashqo ke bij boye

Aana bhi unka bhule
Jaana bhi unka bhule
Aana bhi unka bhule
Jaana bhi unka bhule
Sab kuchh bhulaa ke ab to
Baithe hai khoye khoye

Unse bichhad ke jab
Ham roye to aise roye
Aankho me jaise
Ashqo ke bij boye
Unse bichhad ke jab ham

Kal tha pyaar dil me
Ab daag rah gaye hai
Kal tha pyaar dil me
Ab daag rah gaye hai
Guzaregi umr saari
Ye daag dhoye dhoye

Unse bichhad ke jab
Ham roye to aise roye
Aankho me jaise
Ashqo ke bij boye
Unse bichhad ke jab ham.

MovieJhoola
SingerLata Mangeshkar
DirectorK. Shankar
Music ComposerSalil Chowdhury
LyricistRajendra Krishan
Star CastSunil Dutt, Rajendra Nath, Pran, Sulochana, Tun Tun, Manmohan, Vyjayantimala
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *