(Ungali mein anghooti, anghooti mein nagina – (2)
Tere bin ho o o… tere bin ek bhi din mushkil ho gaya jeena jeena) -2
Aa ha… (ungali mein anghooti, anghooti mein nagina – 2)
O o o o o… hmm hmm mm mm aa aa
Aaj kiye hain kuch wade -2 khakar pyar bhari kasme
Aaj kiya sauda hamne iss ji jan ka aapas mein
Yad sada tu rakhna -2 yeh dil sal mahina
Ungali mein anghooti, anghooti mein nagina – (2)
Tere bin ho o o… tere bin ek bhi din mushkil ho gaya jeena jeena
Ungali mein anghooti, anghooti mein nagina – (2)
Kab naa tujhko yad kiya -2 kab naa tera nam liya
Jab na tujhko yad kiya, jab naa tera nam liya
Din aisa naa nikla -2 aisi rat huyi naa
Ungali mein anghooti, anghooti mein nagina – (2)
Tere bin ho o o… tere bin ek bhi din mushkil ho gaya jeena jeena
Ungali mein anghooti, anghooti mein nagina………
| Movie | Ram Avtar |
| Singer | Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz |
| Music Composer | Laxmikant-Pyarelal |