Teri Bewafai Ka Shikwa Karu Toh Lyrics | Ram Avtar | Mohammed Aziz | Laxmikant-Pyarelal

Tera nam jan-e-wafa hai magar tu badi bewafa hai
Meri jan tujhpar fida hai magar tu badi bewafa hai
(Teri bewafai ka shikwa karu toh -2
Yeh meri mohabbat ki tauhin hogi) – (2)
Bhari bazm mein tujhko rusava karu toh – (2)
Yeh meri sharafat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh, yeh meri mohabbat ki tauhin hogi

Naa mehfil mein hongi, naa mele mein hongi – (2)
Yeh aapas ki bate akele mein hongi
Main logo se teri -2 shikayat karu toh
Yeh meri shikayat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh, yeh meri mohabbat ki tauhin hogi

Suna hai tera aur bhi ik balam hai – (2)
Magar ghum naa kar tujhko meri kasam hai
Tujhe besharam -2 bemurawat kahu toh, yeh meri murawat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh, yeh meri mohabbat ki tauhin hogi
Bhari bazm mein tujhko ruswa karu to, yeh meri sharafat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh, yeh meri mohabbat ki tauhin hogi
Teri bewafai ka shikwa karu toh……

MovieRam Avtar
SingerMohammed Aziz
Music ComposerLaxmikant-Pyarelal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *