Uff Sambhal Ke Chalo Jana Lyrics | Vachan (1974) | Mohammad Rafi | Shankar-Jaikishan

Uff sambhal kar chalo jana warna gir jaogi
(Jawani mast hai dagar jara sambhal ke chalo – 2
Ye bekhudi ka hai safar
Jara sambhal ke chalo) – (2)
Jawani mast hai dagar jara sambhal ke chalo

(Aji dupatta hai hai jara bhi hosh nahi hai
Kadam hai bahke hue se khyal or kahi hai) – (2)
(Tumhara dhyan hai kidhar
Jara sambhal ke chalo) – (2)
Jawani mast hai dagar jara sambhal ke chalo

(Na bhago hamse hasina
Jara to thahro hasina
Tumhari rah pe hum hai
Tumhare sath hai jina) – (2)
(Ye tumpe kiska hai asar
Jara sambhal ke chalo) – (2)
Jara sambhal ke chalo
Sambhal ke girna nahi

Sambhala kar chalo jana warna gir jaogi
Girna nahi

MovieVachan (1974)
SingerMohammad Rafi
Music ComposerShankar-Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *