Tumse Yun Milenge Hamne Socha Naa Tha Lyrics | Ankahee | Pritam Chakraborty

Tumse yun milenge hamne socha naa tha, aur yeh jindgi

Tumse yun milenge hamne socha naa tha, aur yeh jindgi
Mehkege tumhari baho me
Tumse yun milenge hamne socha nath, aur yeh jindgi

Tum tum the kahee, the hamare kuch nahee
Ham ham the tumhare kuch bhi nahee
Itna chota jaha abb achanak huwa
Khoye tum hamari raho me, aaye ham tumhari chhao me
Tumse yun milenge hamne socha naa tha, aur yeh jindgi – (2)

Ha methane lage jindgi se sab gile
Hai jabse shuro tere mere yeh silsile
Choronge bas nahee yeh gile ham kabhi
Itani dher se kyu bin phire, pehle kyu huye naa tum mere
Tumse yun milenge hamne socha naa tha, aur yeh jindgi – (2)

MovieAnkahee
Music ComposerPritam Chakraborty

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *