Tumse Hi Tumse Har Baat Lyrics | Anjaana Anjaani | Shekhar Ravjiani, Caralisa Monteiro | Vishal Shekhar

Ab se koi khushi nahi jiski tum wajah nahi
Ab se koi din nahi jiski tum subah nahi
Ab se koi baat nahi jo tumse na hogi shuru
Ab se koi raah nahi jo tum sang mai mudu
Abhi ke abhi yeh ho gaya yakin ye zindagi meri ho gayi teri

Tumse hi tumse har baat har baat hai jab tum ho sath

Saya ban ke tera saya chalunga sang tere
Hai tanha tu nahi
Paya abh bhi dhund paya tu jisme muskura de wo lamha kyu nahi
Ab thaam lu tujhe ki thokre mile jo zindagi ki rah me
Chupa lu dhoop se jaha ki mai le lu aa tujhe panah me
Abhi ke abhi yeh ho gaya yakin ye zindagi meri ho gayi teri
Abhi ke abhi yeh ho gaya yakin ye zindagi meri ho gayi teri
Tumse hi tumse har baat har baat hai jab tum ho sath
Tumse hi tumse har baat har baat hai jab tum ho sath

Anjana tha ehmiyat se teri yaar mera guzra kal
Kab jaana tha tere vaste hi aaj se hoga har pal
Mai karta hu ye ilteja phir se jeena seekh le zara
Abhi ke abhi yeh ho gaya yakin ye zindagi meri ho gayi teri
Abhi ke abhi yeh ho gaya yakin ye zindagi meri ho gayi teri
Tumse hi tumse har baat har baat hai jab tum ho saath

MovieAnjaana Anjaani
SingerShekhar Ravjiani, Caralisa Monteiro
DirectorSiddharth Anand
Music ComposerVishal Shekhar
LyricistAmitabh Bhattacharya, Anvita Dutt Guptan, Caralisa Monteiro
Star CastRanbir Kapoor, Priyanka Chopra, Zayed Khan, Tanvi Azmi, Vishal Malhotra, Nakul Kamte, Pooja Kumar, Kumar Pallana, Joy Sengupta, Sucheta Khanna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *