Tumako dekha toh yeh khayaal aaya
Jindagi dhup tum ghana saaya
Tumako dekha toh yeh khayaal aaya
Aaj phir dil ne ik tamanna ki – (2)
Aaj phir dil ko hamane samjhaaya
Tumako dekha toh yeh khayaal aaya
(Sargam)
Aaj phir dil ne ik tamanna ki
Aaj phir dil ko hamane samjhaaya – (2)
Tum chale jaaoge toh sochenge – (2)
Hamane kya khoya hamane kya paaya – (2)
Tumako dekha toh yeh khayaal aaya
Hum jise gunguna nahi sakate
Hum jise gunguna nahi sakate
Waqt ne aisa geet kyun gaaya – (2)
Tumako dekha toh yeh khayaal aaya
| Movie | Khwahishein - Jagjit Singh |
| Singer | Jagjit Singh |