Tum Zindagi Ko Gam Kaa Lyrics  | Dopatta | Mohammad Hanif Azad, Noor Jehan | Noor Jehan | Feroz Nizami

Tum Zindagi Ko Gam Kaa Lyrics | Dopatta | Mohammad Hanif Azad, Noor Jehan | Noor Jehan | Feroz Nizami

Tum zindagi ko gam kaa
Tum zindagi ko gam kaa
Fasaana banaa gaye
Aankho me itazaar ki
Duniya basa gaye
Tum zindagi ko gam kaa
Tum zindagi ko gam kaa
Fasaana banaa gaye
Aankho me itazaar ki
Duniya basa gaye

Tum the ki mere pyaar
Ki duniya basi hui
Tum the ki mere pyaar
Ki duniya basi hui
O o tum the ki zindagi
Ke adhere me roshani
Tum kyaa gaye charaag e
Mohabbat bujhaa gaye
Tum zindagi ko gam kaa
Tum zindagi ko gam kaa
Fasaanaa banaa gaye
Aankho me itazaar ki
Duniya basa gaye

Duniya ujad gayi
Mere sabr o karaar ki
Duniya ujad gayi
Mere sabr o karaar ki
O o ro ro ke raat
Kaatati hun itazaar ki
Jab chaand par nazar
Padi tum yaad aa gaye
Tum zindagi ko gam kaa
Tum zindagi ko gam kaa
Fasaana banaa gaye
Aankho me itazaar ki
Duniya basa gaye.

MovieDopatta
SingerNoor Jehan
DirectorHakim Ahmed Shuja
Music ComposerFeroz Nizami
LyricistMunshi Azam
Star CastMohammad Hanif Azad, Noor Jehan, Ajay Kumar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *