Tum Pas Ho Jab Mere Lyrics | Yeh Lamhe Judaai Ke | Kumar Sanu, Asha Bhosle | Nikhil Vinay

Tum Pas Ho Jab Mere Lyrics | Yeh Lamhe Judaai Ke | Kumar Sanu, Asha Bhosle | Nikhil Vinay

Tum paas ho jab mere
Mausam bhi nikhar jaye
Tum paas ho jab mere
Mausam bhi nikhar jaye
Ek pyar ubhar aaye
Takdir sawar jaye
Tum paas ho jab mere
Mausam bhi nikhar jaye
Ek pyar ubhar aaye
Takdir sawar jaye
Tum paas ho jab mere

Puchha jo kisi ne kon hu mai
To chand ne aakar samjhaya
Ye bhi ek chand hai meri tarha
Suraj ne hai jisko chmakaya
Suraj ne hai jisko chmakaya
Tum suraj ho mere mai tera chand sanam
Mai pyar ka hu ek dil
Tum dil ki ho dhadkan
Tum paas ho jab mere

Aankho me tum hi tum chhaye kaise kuch aur najar aaye
Soyi ho ya jagi ye aankhe tu hi aaye tu hi jaye
Tu hi aaye tu hi jaye
Anjane raahi ko tune manjil dikhalayi
Phachaan ho tum meri ho mere humraahi
Tum paas ho jab mere

Aa paas to aake sun le jara
Har dhadkan bole naam tera
Ye naam hi ab puja meri
Puju har pal ae janewafa
Puju har pal ae janewafa
Hai pyar agar shola to pyar hai shabanam bhi
Jo dard hai pyar agar to pyar hai marham bhi
Tum paas ho jab mere
Mausam bhi nikhar jaye
Ek pyar ubhar aaye
Takdir sawar jaye
Tum paas ho jab mere
Mausam bhi nikhar jaye
Ek pyar ubhar aaye
Takdir sawar jaye
Tum paas ho jab mere

MovieYeh Lamhe Judaai Ke
SingerKumar Sanu, Asha Bhosle
DirectorBirendra Nath Tiwari
Music ComposerNikhil Vinay
LyricistChander
Star CastShahrukh Khan, Raveena Tandon, Amit Kumar, Divya Desai, Mohnish Bahl, Kiran Kumar, Deepak Parashar, Avtar Gill, Navneet Nishan, Deven Bhojani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *