Tum Man Ki Pida Kya Samjho Lyrics | Jeet | Suraiya | Anil Biswas

Tum Man Ki Pida Kya Samjho Lyrics | Jeet | Suraiya | Anil Biswas

Tum man ki pida kya samjho
Tum pret nibhana kya jano
Tum aag lagana sikho ho
Tum aag bhujana kya jano

Tum chahate rote rahe
Ro ro ke jivan khote rahe
Tum chahate rote rahe
Ro ro ke jivan khote rahe
Auro ko rulana sikhe ho
Tum aanshu bahana kya jano
Ab aur satao na hamko
Lo ham hare tum jeet gaye
Lo ham hare tum jeet gaye
Tum dil thadpana sikhe ho
Tum dil bahalana kya jano

Jis rah me sang sang chalna tha
Sang jina tha sang marna tha
Jis rah me sang sang chalna tha
Sang jina tha sang marna tha
Us rah me akela chhod gaye
Tum sath nibana kya jano
Tum sath nibana kya jano
Tum sath nibana kya jano

MovieJeet
SingerSuraiya
DirectorMohan Sinha
Music ComposerAnil Biswas
LyricistPrem Dhawan
Star CastDev Anand, Suraiya, Kanhaiya Lal, Bhagwan, Durga Khote, Madan Puri, Habib

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *