Tum Kahe Ko Neha Lagaye Sajan Lyrics  | Jasoos | Asha Bhosle | Anil Krishna Biswas

Tum Kahe Ko Neha Lagaye Sajan Lyrics | Jasoos | Asha Bhosle | Anil Krishna Biswas

Tum kahe ko neha lagaye
Sajan tum kahe ko neha lagaye
Sajan tum kahe ko neha lagaye
Kahe ko neha lagaye
Bedardi kahe ko neha lagaye
Bedardi kahe ko neha lagaye
Sajan tum kahe ko neha lagaye

Tum kya jano bholi umariya
Preet ki hai thodi umariya
Preet ki hai thodi umariya
Thodi umariya kya kahat hai
Thodi umariya kya kahat hai
Kaise koi bichaye
Sajan tum kahe ko neha lagaye
Sajan tum kahe ko neha lagaye

Madhur milan ki aisi ghadi hai
Rah me dekha maut khadi hai
Rah me dekha maut khadi hai
Maut se nain chura kar balam
Maut se nain chura kar balam
War tere chali aaye
Sajan tum kahe ko neha lagaye
Sajan tum kahe ko neha lagaye.

MovieJasoos
SingerAsha Bhosle
Music ComposerAnil Krishna Biswas
LyricistIndeevar (Shyamalal Babu Rai)
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *