Dard dekar ise kyun dard ka ehsaas diya hai bhagvan
Tu hai patthar ka toh iss dil ko bhi patthar ka banaaya hota
Tujhako main ai dil-e-barbaad kahaan le jaau – (2)
Unaka ghum saath na chhodega jahaan le jaau
Tujhako main ai dil-e-barbaad kahaan le jaau
Unaka ghum saath na chhodega jahaan le jaau
Tujhako main ai dil-e-barbaad
Aasmaan koyi nahi, tute sitaaron ke – (2)
Koyi mehfil hi nahi dard ke maaron ke liye
Kisaki mehfil mein tujhe ai meri jaan le jaau
Tujhako main ai dil-e-barbaad kahaan le jaau
Unaka ghum saath na chhodega jahaan le jaau
Tujhako main ai dil-e-barbaad, ai dil-e-barbaad….
| Movie | Pyar Kiya Hai Pyar Karenge (1986) |
| Singer | Shabbir Kumar |
| Music Composer | Laxmikant-Pyarelal |