Too Mila Toh Milee Aisee Jannat Mujhe Lyrics | Kashmakash (1973) | Noor Jehan | Kalyanji-Anandji

Too mila toh milee aisee jannat mujhe
Abb kisee aur jannat kee parwah nahee

Too mila toh milee aisee jannat mujhe
Abb kisee aur jannat kee parawah nahee

Mit gaye fasale kam huwee duriya
Khatam hone ko hain saree majburiya

Wakt ne baksh dee aisee rahat mujhe
Abb kisee aur rahat kee parwah nahee

Too mila toh milee aisee jannat mujhe
Abb kisee aur jannat kee parawah nahee

Jane kya kya hame log kehte rahe
Ruh tadapatee rahee hans ke sehte rahe

Jane kya kya hame log kehte rahe
Ruh tadapatee rahee hans ke sehte rahe

Jo tere pyar ne dee muhabbat mujhe
Abb kisee bhee muhabbat kee parwah nahee

Too mila toh milee aisee jannat mujhe
Abb kisee aur jannat kee parawah nahee

Aik mudat isi kashmukash me rahee
Jis kee thee aarjo bat woh ban gayee

Khuwab lagte hein sare hakikat mujhe
Abb kisee bhee hakikat kee parwah nahee

(Too mila toh milee aisee jannat mujhe
Abb kisee aur jannat kee parawah nahee) – (2)

MovieKashmakash (1973)
SingerNoor Jehan
Music ComposerKalyanji-Anandji

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *