Titli Ke Paro Par Udna Hai Lyrics | Ishq Subhan Allah (Album) | Pooja Shrivastava | Miten Chhadva

(Titli ke paro par udna hai
Jugnu ki chamak se judna hai) – (2)
Hum pyar ke panchhi diwane
Duniya ke chalan se mudna hai
Titli ke paro par udna hai
Jugnu ki chamak se judna hai

Chahat ke badan ko chumenge
Khushiyo ki chaman me ghumenge
Aankho ke nagar ki har khidki
Aahat ke safar me kholenge
Sine me samandar rakhna hai
Duniya ke chalan se mudna hai
Titli ke paro par udna hai
Jugnu ki chamak se judna hai

Sagar ki laher pe solenge
Sahil pe zara hum khojenge
Dariya se bhala kya leta hai
Badal se hi hum puchhenge
Risto ke bhawar me chalna hai
Duniya ke chalan se mudna hai
Titli ke paro par udna hai
Jugnu ki chamak se judna hai

MovieIshq Subhan Allah (Album)
SingerPooja Shrivastava
Music ComposerMiten Chhadva
LyricistBhupen Chhadva

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *