Sanso Pe Teri Khushbu Ka Lyrics | Ishq Subhan Allah (Album) | Pooja Shrivastava | Miten Chhadva

(Sanso pe teri khushbu ka
Ab to nishan ye hota hai) – (2)
Aaye ho milne tumhi mujhse
Mujhko guma ye hota hai
Sanso pe teri khushbu ka
Ab to nishan ye hota hai

(Pal bhar me sare khwabo ka
Sagar thahar gaya
Iss dil me sari khushiyo ka
Manjar utar gaya) – (2)
Khwahish ka mujh me
Lakho hi lamha jawa ye hota hai
Sanso pe teri khushbu ka
Ab to nishan ye hota hai

(Lagta hai jaisi meri duniya
Pal me badal gayi
Yaado ka daman thame hi
Hasrat machal gayi) – (2)
Aankho me kitni rango ka
Hardam sama ye hota hai
Sanso pe teri khushbu ka
Ab to nishan ye hota hai

Sanso pe teri khushbu ka
Ab to nishan ye hota hai
Aaye ho milne tumhi mujhse
Mujhko guma ye hota hai

MovieIshq Subhan Allah (Album)
SingerPooja Shrivastava
Music ComposerMiten Chhadva
LyricistBhupen Chhadva

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *