Tham Lo Kaleja Sab Lyrics  | Jwala | Sunil Dutt, Sohrab Modi | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Tham Lo Kaleja Sab Lyrics | Jwala | Sunil Dutt, Sohrab Modi | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Tham lo kaleja
Tham lo kaleja
Sab apna apna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Tham lo kaleja
Sab apna apna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Laya hai ulfat ka
Rangin sapna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Tham lo kaleja

Aazad panchhi
Masti me ghumu
Muhbdaliyo ka uad
Uad ke chumu
Aazad panchhi
Masti me ghumu
Muhbdaliyo ka uad
Uad ke chumu
Payal ki aawaz sun
Sun ke jhumu
Payal ki aawaz sun
Sun ke jhumu
Tham lo kaleja
Tham lo kaleja
Sab apna apna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Laya hai ulfat ka
Rangin sapna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Tham lo kaleja

Dil bijliyo ke
Maine uchhale
Aur aandhiyo ke
Arma nikale
Dil bijliyo ke
Maine uchhale
Aur aandhiyo ke
Arma nikale
Himmat hai jiski
Nazar to mila le
Himmat hai jiski
Nazar to mila le
Tham lo kaleja oo
Tham lo kaleja
Sab apna apna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Laya hai ulfat
Ka rangin sapna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Tham lo kaleja.

MovieJwala
SingerMukesh Chand Mathur (Mukesh)
DirectorM.V. Raman
Music ComposerJaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
LyricistRajendra Krishan
Star CastSunil Dutt, Sohrab Modi, Madhubala
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *