Teri Mehfil Me Hi Tujhko Wo Tamsha Dikhungi Lyrics | Badle Ki Aag | Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Teri Mehfil Me Hi Tujhko Wo Tamsha Dikhungi Lyrics | Badle Ki Aag | Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Teri mahfil me hi tujhko wo tamasha dikhaungi
Kal jisne mujhko nachaya aaj usko nachaungi
Teri mahfil me hi tujhko wo tamasha dikhaungi
Kal jisne mujhko nachaya aaj usko nachaungi
Teri mahfil me hi tujhko

Oh mai khubsurat hu nagin sunhari
Mai khubsurat hu nagin sunhari
Baate hai mitthi mitthi aanke hai jahari
Uski ye akhri raat hogi jisko mai das ke jaungi
Teri mahfil me hi tujhko wo tamasha dikhaungi
Oh teri mahfil me hi tujhko

Jaise ko taisa milta yahi hai
Jaise ko taisa milta yahi hai
Der to hai ander nahi hai
Chahe kitne bhi pehre dikhaye
In hatho se kabhi bach ke na jaye
Aakhri faisle ki ghadi hai
Faisla ker ke jaungi
Teri o teri mahfil me hi tujhko wo tamasha dikhaungi
Kal jisne mujhko nachaya aaj usko nachaungi
Oh teri mahfil me hi tujhko wo tamasha dikhaungi
Oh teri mahfil me hi tujhko

MovieBadle Ki Aag
SingerAsha Bhosle
DirectorRajkumar Kohli
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistVerma Malik
Star CastDharmendra, Sunil Dutt, Reena Roy, Sarika, Jeetendra, Smita Patil, Shakti Kapoor, Kader Khan, Poonam Kapoor, Rajeev Anand, Bhagwan, Urmila Bhatt, Brahmachari, Salim Ghouse, Rajan Haksar, Jankidas, Armaan Kohli, Murad, Om Prakash, Pran, Madan Puri, Nirupa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *