Tere Nainon Se Naina Lad Gaye Lyrics | Naqab | Suresh Wadkar, Asha Bhosle | Kamal Makhdoom

Ye jan lene wale ye jan dene wale kya pyare bhole bhale
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye
Mere hosh kasam se ud gaye ud gaye

Tum par ye dil jo aaya hamne nahi sikhaya

Itna magar pata hai aachal jara hataye
Lad gaye tere naino se naina lad gaye
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye
Mere hosh kasam se ud gaye ud gaye
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye

Khwabo me roz aana rakhna ye aana jana
Khwabo me roz aana rakhna ye aana jana
Humko to mil gaya milne ka ye bahana
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye
Mere hosh kasam se ud gaye ud gaye
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye
Mere hosh kasam se ud gaye ud gaye
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye

Acha hai ya bura hai chahat me ek nasha hai
Are acha hai ya bura hai chahat me ek nasha hai
Ab kya najar churana sabit ye ho chuka hai
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye
Ye jan lene wale ye jan dene wale kya pyare bhole bhale
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye
Naina lad gaye tere naino se naina lad gaye

MovieNaqab
SingerSuresh Wadkar, Asha Bhosle
DirectorRaj Khosla
Music ComposerKamal Makhdoom
LyricistFarooq Qaisar
Star CastRishi Kapoor, Farha, Amjad Khan, Jamuna, Bindu, Vijayendra, Rakesh Bedi, Rita, Mohan Choti, Gautami

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *