Tere Mohalle (Lut Gaye Hain) – (Remix) Lyrics | Besharam | Mamta Sharma, Aishwarya Nigam | Lalit Pandit

Tere Mohalle (Lut Gaye Hain) – (Remix) Lyrics | Besharam | Mamta Sharma, Aishwarya Nigam | Lalit Pandit

Hum lut gaye
Hum lut gaye
Khidki se mujhe taake
Saare gali ke baake
Khidki se mujhe taake
Saare gali ke baake
Khidki se mujhe taake
Saare gali ke baake
Sabko lallu bana ke dil phenka tujh par
Hum lut gaye ainvayi
Lut gaye ainvayi
Lut gaye lut gaye lut gaye
Lut gaye ainvayi
Lut gaye ainvayi
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Kyun lambi lambi haake
Koi na tujhe taake
Kyun lambi lambi haake
Koi na tujhe taake
Kyun lambi lambi haake
Koi na tujhe taake
Kisko lallu bana ke kehti rehti hai phir
Ke lut gaye lut gaye lut gaye lut gaye
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle

Hum sikandar hai apni marzi ke
Chutki lage hume ye dil phasaane me
Mere jalwe me
Beta wo dum hai
Nikle saari umar mujhe pataane me
Kara lo ji kara lo
Dil ki fd kara lo
Angutha bhi lagwa lo
Dil phenka tujh par
Hum lut gaye ainvayi
Lut gaye ainvayi
Lut gaye ainvayi
Hum lut gaye ainvayi aake ke tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake ke tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake ke tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake ke tere mohalle

Badi munhfat hai ye jawaani bhi
Darti nahi hai ye toh bhid jaane se
Ho chal kat le tu
Kitna phenke hai
Zara bhi dum nahi hai tere draame me
Badha lo ji badha lo
Relationwa badha lo
Naino ke pench lada lo
Aa jaao na chhat par
Hum lut gaye ainvayi
Lut gaye ainvayi
Lut gaye lut gaye lut gaye
Lut gaye ainvayi
Lut gaye ainvayi
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle

MovieBesharam
SingerMamta Sharma, Aishwarya Nigam
DirectorAbhinav Singh Kashyap
Music ComposerLalit Pandit
LyricistNikhat Khan
Star CastRanbir Kapoor, Pallavi Sharda, Jaaved Jaaferi, Rishi Kapoor, Neetu Singh, Amitosh Nagpal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *