Tere Khushboo Mein Base Khat Main Jalaata Kaise Lyrics | Khwahishein – Jagjit Singh | Jagjit Singh

Tere khushboo mein base khat main jalaata kaise
Pyaar mein dube huye khat main jalaata kaise
Tere haathon ke likhe khat main jalaata kaise

Tune duniya ki nigaahon se jo bachkar likhe
Saal ha saal mere naam baraabar likhe
Kabhi din mein toh kabhi raat ko uthkar likhe
Tere khushbu mein base

Jinaka har labj mujhe yaad tha paani ki tarah
Yaad themujhako jo paigaamein jubaani ki tarah
Mujhako pyaare thejo anmol nishaani ke tarah
Tere khushboo mein base khat main jalaata kaise
Pyaar mein dube huye khat main jalaata kaise
Tere haathon ke likhe khat main jalaata kaise
Tere khat aaj main ganga mein baha loon – (2)
Aag behate huye paani mein laga aaya hoon

MovieKhwahishein - Jagjit Singh
SingerJagjit Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *