Tere Karam Ko Kahegi Duniya Lyrics  | Heer | Pradeep Kumar, Nutan | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Anil Krishna Biswas

Tere Karam Ko Kahegi Duniya Lyrics | Heer | Pradeep Kumar, Nutan | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Anil Krishna Biswas

Wo chala ishq
Udi khaaq dono ki
Aye khuda mere khuda
Khair ho armaanon ki

Tere karam ko kahegi duniya
Tere karam ko kahegi duniya
Agar luta caravan kisi ka
Bas ik nazar do jahaan ke maalik
Sawaal hai meri zindagi ka
Sawaal hai meri zindagi ka
Tere karam ko kahegi duniya

Teri nigaah e karam ke sadke
Teri nigaah e karam ke sadke
Bahaar pyaasi hai phool pyaase
Bahaar pyaasi hai phool pyaase
Wafaa ko aab e hayaat de de
Wafaa ko aab e hayaat de de
Chaman khila de meri khushi ka
Tere karam ko kahegi duniya
Agar luta caarvaan kisi ka
Bas ik nazar do jahaan ke maalik
Sawaal hai meri zindagi ka
Sawaal hai meri zindagi ka
Tere karam ko kahegi duniya.

MovieHeer
SingerGeeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
DirectorHameed Butt
Music ComposerAnil Krishna Biswas
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastPradeep Kumar, Nutan, Mubarak, Shakuntala Paranjpye
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *