Mm hm hm mm hm hm hm hm hm
La la la la la la
Tere bin koi bhi pal mujhe bhaata nahin sanam – 2
Mujhe tujhse kitna pyaar hai
Mujhe tujhse kitna pyaar hai
Tere pyaar ki kasam
Tere bin koi bhi pal mujhe bhaata nahin sanam – 2
Kis baat se darrta hoon main
Mujhko nahin khabar – 2
Bas dolta hai dil mera to idhar kabhi udhar
Kis baat se darrta hoon main
Mujhko nahin khabar
Bas dolta hai dil mera to idhar kabhi udhar
Dil mein jaga bana gaya ek meetha meetha gham
Tere bin koi bhi pal mujhe bhaata nahin sanam
Apna tumhe na keh saka
Kya hai mera naseeb – 2
Maine faasle badha liye rehkar tere kareeb
Apna tumhe na keh saka
Kya hai mera naseeb
Maine faasle badha liye rehkar tere kareeb
Mujhe maaf karna yaar tu itna sa kar karam – 2
Mujhe tujhse kitna pyaar hai
Mujhe tujhse kitna pyaar hai
Tere pyaar ki kasam
Tere bin koi bhi pal mujhe bhaata nahin sanam – 2
| Movie | Pyaar Kiya Nahin Jaata |
| Singer | Atul Kale |
| Director | Mahesh Manjrekar |
| Star Cast | Diwakar Pundir, Sonali Bendre, Nikhil Chinnappa, Naveen Nischol, Shivaji Satam, Paresh Rawal, Kalpana Pandit |

