Tera Khayal Dil Ko Lyrics | Naqab | Talat Mahmood | Govind Ram

Teraa khayaal dil ko sataaye to kyaa karen

Dam bhar hamen qaraar na aaye to kyaa karen

Jab chaand aaye taaron ki mahfil mein jhoom ke

Dil baar baar tujhko bulaaye to kyaa karen
Dil baar baar tujhko bulaaye to kyaa karen
Teraa khayaal dil ko sataaye to kyaa karen

Katti nahin hai raat ab tere firaaq mein

Ham diljalon ko neend na aaye to kyaa karen
Ham diljalon ko neend na aaye to kyaa karen
Teraa khayaal dil ko sataaye to kyaa karen

MovieNaqab
SingerTalat Mahmood
DirectorLekhraj Bakshi
Music ComposerGovind Ram
LyricistPrem Dhawan
Star CastShammi Kapoor, Madhubala, Ajit, Hiralal, Yashodhara Katju, Maruti, Asha Mathur

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *